Top 10 Dialogues From Once Upon A Time In Mumbai That You Will Remember Always
1. Zindagi ho toh smuggler jaisi… sari duniya raakh ki tarah neeche aur khud dhuen ke tarah upar
2. Main har kaam paise ke liye nahi karta, Dua me Yaad Rakhna
3. Jo mauka chor de , woh kaisa mard
4. Chaukiyan chahe police ki ho… shehar ke commissioner to hum hi log hai
5. Ghoda jab langada ho jaye toh sab jante hai uske sath kya karna chahiye
6. Raaste ki parwah karoonga toh… manzil bura maan jayegi
7. Mushkil toh yeh hai ki main abhi theek tarah se
bhigda bhi nahi… aur tumne sudhaarna shuru kar diya
8. Aadmi tabhi bada banta hai… jab bade log usse milne ka intezaar kare
9. Gufaa mein andhera kitna hi ho… kinaare pe roshni zaroor hoti hai
10. Sher se hal chalaoge toh kisaan toh marega hi
No comments:
Post a Comment